Microsoft Excel Sikhe.

Hi friends swagat hai aapka is artical main. Aaj hum janenge Microsoft Excel ke bare main.


friends agar aapke pas koi laptop ya computer hai or aapko pata nahi hai ki Microsoft excel kya hai to aapko ye janna bohut jaruri hai ki microsoft excel kya hai.  to chaliye jante hai microsoft excel kya hai or ye kaise kam karta hai.



1.Microsoft Excel kya hai?




Ans: Microsoft Excel Microsoft office ka ek Application hai. Microsoft excel 1985 main iska luanched hua tha. Ye application office ke kam ke liye use kya jata hai or anya karya ke liye bhi use kya jata jaise shop or hotel counter main bhi use kar sakte hai.



2.Microsoft Excel kaise kam karta hai?

Ans: Microsoft excel main hum kisi bhi data ko calculation or data ko format kar sakte hai is aplication hume bohut sare formulas mil jate hai jiske madat se hum kisi bhi data ko bohut jaldi calculation ya formating kar sakte hai ye ek bohut useful aplication hai. Jab bhi aap pehli bar is aplication open karte hai to aapko
Kuch is tahar  image dikhega.
Friends microsoft excel ke bare main hum or bhi bohut kuch janege is artical main bas itna hi jay hind bande bharat.





👉Thanks for Reading..👮














Comments

Post a Comment