Ms Word Kya Hai?

 Hi friends swagat hai mere is article main hu aapka Ananda Karmakar  or aaj hum bat karange Ms Word ke bare main to chaliye jante hain.

Friends hum sab apne apne Computer  me apni zarurat karya ko pura karne ke liye bahut sare aplication software ,program,tools ityadi rakhte hai jaise- Photoshop, Tally, Video Editor ityadi. Isi tarah ke program me se hum sabhi ke liye ek sabse mahapatra program hai jiska naam hai- Ms Word.

 Ms Word kya hai :



friends aap ko bata du ki ms word Microsoft office ka hi ek program hai or iske madat se hum koi bhi document create kar sakte hai ye bohut popular aplication hai.Ms word har ek user ke upyog me ane wala aisa program hai jisme word processing ke sambandhit chote-bade kamo ko kiya ja sakta hai.chahe kuch typing ki bat ho ya koi lambi document, booklet, Resume, ityadi banane ki, microsoft word main badi hi asa ni se kar sakte hai.is tarah ke karyo ko karne ke liye ms word ke andar kai tarah function,Tools ityadi diye gaye hote jiske madat se advance or akshara document tayar kar sakte hain.

Ms word ke upyog:



Upyog ki bat kare to jaise hum log jan chuke hai hai ki Ms Word ek Word Processor Program hai or ek word processor kam hota hai- Textual, Document tayar karna, Edit karna, Format, karna ityadi, to isse eska sidha matlab hai ki microsoft word bhi Documentation se sambhad hid karya karta hai.




Jaab aap pehli bar ms word ko open karenge to aap ko kuch is tahar ka inter face dikhai dega.chaliye jante hai ye kya hai.

Title Bar:title bar main apne ki gayi document ka nam rakh sakte hai.

Tool Bar: Biskit access tool bar main Save,Undo,Redo jaise kuch tool batan dikhai dete hai jiska istemal se Quickly Action ke liye kiya jata hai.yaha apni jarurat ke anusar atrik tool ko bhi samil kar sakte hai.

Program Window Control:program window control main hume 3 button dikhai dete hai.
Minimize,Maximize/Restore tatha close button jiske madat se hum program window ko chota ya bada kar sakte hai.

Ribbon : ye title bar ke niche patti ke saman dikhai deti jiske sabhi Command group Wise main yub suit hai.

Views Of Document: Document ke View ke liye yaha 4 alag- alag Views Mode button hota hai jiske select karke views mode ko badal sakte hai.

Scroll Bar: Scroll bar badi document ko brouws karke dekhne subidha pradan karta hai. Yaha Horizontal tha Vertical dono Engle ke liye hota hai.
   

Friends ye artical aapko kaisa laga comment main jarur batai hesa or kuch 
Agal leke ane ki kosis karunga milte hai agle blog main ache rahiye.

                    Thanks for Reading...

Comments